- introduction
- picture
- Boutique
- Related
Developer's DescriptionBy WZ StudioWhat is Wirasat In Islam...***What is Wirasat In Islam***Islam se pehle ke zamane mein Arab mein wirsa sirf mardon mein taqseem hota tha Islam har warish ka hisa muqarar karta hai aur wirasat ki bunyad qareebi rishtadari qarar deta hai na keh zaroorat mand ki zaroorat. Sunni aqeeday ke mutabiq Qurani ahkamat purane Arab dastoor ko rad nahin karte balkeh unhain sirf behtar banate hain takeh auraton ko bhi wirasat mein shamil kiya jaye jabkeh shia aqeeda is se mukhtalif hai.***Wirsa Taqseem Karne Se Pehle***Kafan dafan ke akhrajat nikal liye jayein sare qarz utar diye jayein jis mein udhar, mehr, zakat aur choray hue rozon ka kufara shamil hai.***Wasiyat Kia hai***Ye zubani bhi ho sakti hai aur tehreeri bhi ye wirsay ki kul maqdar ka aik tahai tak ho sakti hai ye marne ke baad hi di jati hai aur warison ko nahin mil sakti.Read more about complete detail about wirasat just read this book. Read and share this informative book.